Latest SMS Messages
khoobiya utni to nahi hai humme ki kisi kedilmain
khoobiya utni to nahi hai humme ki kisi kedilmain ghar bana payenge par bhoolna bhi aasan na hoga aisa jaroor kuch kar jayenge.
Rait par naam kabhi likhte nahi, Kyonki rait par l
Rait par naam kabhi likhte nahi, Kyonki rait par likhe naam kabhitikte nahi, Log kahte hai hum patthar dil hai, Par patthro par likhe naam kabhi mithte nahi.
har qadam pe farishton ka lashkar ho sath tere,har
har qadam pe farishton ka lashkar ho sath tere,har qadam pe teri hifazat Khuda kare,ho tujhey naseeb aisa urooj dunya mein,k asman b teri kismat par naz kare
khudrat k karishmon me agar raat na hoti to khwabo
khudrat k karishmon me agar raat na hoti to khwabon me bhi un se mulakhat na hoti, yeh dil her ek gham ki wajah hai , yeh dil na hota to koi baat na hoti.
khudrat k karishmon me agar raat na hoti to khwabo
khudrat k karishmon me agar raat na hoti to khwabon me bhi un se mulakhat na hoti, yeh dil her ek gham ki wajah hai , yeh dil na hota to koi baat na hoti.
Nakaam si koshish kiya karte hain,Hum hain ki unse
Nakaam si koshish kiya karte hain,Hum hain ki unse pyar kya karte hain…Khuda ne takdir me ek tuta tara bhi nahi likha,Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya kartehain
us dil se pyar karo jo tumhe dard de, par us dil k
us dil se pyar karo jo tumhe dard de, par us dil ko kabhi dard na do jo tumhe pyar kare. kunki tum duniya ke liye koi ek ho par kisi ke liye tum sari duniya ho.
Nazar andaz kaise kare aapko, Nazro me bithaya hai
Nazar andaz kaise kare aapko, Nazro me bithaya hai aapko, Yaad aane par roye bhi to kaise, Darte hai kahi Jhuki Palke chubh na jaaye aapko..!!!
jhooti hansi hansne ki aadat ho gayi hai zindagi t
jhooti hansi hansne ki aadat ho gayi hai zindagi teri yaadon ki ibaadat ho gayi hai bas saans chal rahi hai is murde mein ab rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai
Milna itifaak tha bicharna naseeb tha Wo utna he d
Milna itifaak tha bicharna naseeb tha Wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha Hum usko dekhne k liye taraste he rahe Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha