Latest SMS Messages
Banaya tha maali ne jo chaman badi chaah se
Banaya tha maali ne jo chaman badi chaah se
Kaisi giri ye barq, muskurata chaman jal gaya
Har paudhe ko seencha tha pyar ke ehsas se
Kyun khilta hua phool pairon se masal gaya
Ugta tha jahan muskurate hue suraj har roz
Wo suraj kyun
Zindagi ka safar kaise katega ghamgeen ho ke,
Zindagi ka safar kaise katega ghamgeen ho ke,
Honton par phir se tabassum ko sajaya jaaye
Khwaabon main reh kar jeena nahin hai aasaan,
Zindagi ki haqeeqat chalo sab ko bataya jaaye
Jod len tukde dil ke, khushq kar len aansoo apne,
Tere pyaar ne woh raag cheda dil ke soone taaron par
Zindagi lage khoobsurat, phir kyun na gungunaoon main
Masti bhari nigaahen jaane kya kya ishaara karti hain
Samjhoon tere ishaare, phir kyun na muskuraoon main
Dekhi hai woh deew
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
Chaandni raaton main hum tum mila karte the
Yunhi pehron baithkar baatain kiya karte the
Yaadon ka karb kar gaya aankhain ashkbaar
Pukara tumko aur phir
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na jaaiye !
Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke aanchal se uth kar na jaaiye !
Zamane ki gardishen ruk to nahin jayengi
Dunya ki
Be sabab to nahin teri yaden
Be sabab to nahin teri yaden
Teri yadon se kya nahi seekha
Zabt ka husla barha lena
Ansuon ko kahin chupa lena
Kanpti dolti sadaon ko
chipki chadar se dhanp kr rakhna
Jab b ho baat koi takhi ki
Mozu-e-guft
Zindagi mili zara si thi
Zindagi mili zara si thi
Kuch is me kami zara si thi
Wo roz hota gaya pass mere
Lakin phir b doori zara si thi
Chand jagtey jagtey so b gaya
Raat abi beeti zara si thi
Qasoor chashm-e-awara ka ziada tha
M
Sham-e-furst dhaly hm nahi chahty
Sham-e-furst dhaly hm nahi chahty
Ghum se furst mily hm nahi chahty
Fir naya war sehne ko tayar hain
To preshan rahe hm nahi chahty
Aj aansu bahane sy mat roko
Aj barish thamy hm nahi chahty
Hm tery baad ujry hai
Zamany se suna tha k Mohabt har jati ha
Zamany se suna tha k Mohabt har jati ha
Jo chahat aik tarfa ho wo chahat haar jati ha
Kahin par dua ka 'Ik Lafz' b asar kr jata ha
Kahin barson ki Ebadat haar jati ha
Mohabt kb kisi ko dushmani ka dars deti ha
Kbi daman kbi palkein bhigona kis ko kehtay hain
Kbi daman kbi palkein bhigona kis ko kehtay hain
Kisi mazlom se pocho k "RONA" kis ko kehty hain
Kbi meri jaga khud ko rakho "JAAN" jao gy
K duniya bhar k dukh dil me "SIMONA" kis ko kehty hain
Mer