Latest SMS Messages
Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah
Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah
Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah
Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khut
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah
Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai
Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai
Tumhi Kaho Ki Yeh Andaz-E-Guftagu Kya Hai
Ragon Main Daurte Phirne Ke Hum Nahin Qayal
Jab Aankh Se Hi Na Tapka To Phir Lahoo Kya Hai
Ankhon ki zuban woh samajh nahi pate,
Ankhon ki zuban woh samajh nahi pate,
hooton se hum bhi kuch keh nahi pate,
Apni bebasi hum kis tarah kahe,
koi hai jiske bina hum reh nahi pate.
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha
Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed
Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha
Yeh Bhi Aadab Hamare Hai, Tumhain Kya Malum
Yeh Bhi Aadab Hamare Hai, Tumhain Kya Malum
Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum
Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna
Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De
A deep friendship is like a rainbow
A deep friendship is like a rainbow
when the perfect
amounts of
happiness & tears
are mixed,
the result is a colorful
bridge between two hearts
Un dinon bohat bolta hon us ki hamayat mei Irfan,
Un dinon bohat bolta hon us ki hamayat mei Irfan,
jin dinon us sey bohat sakht larra hota hon.
Mujh ko lag jati hain yunh mere dukhon ki umer
Mujh ko lag jati hain yunh mere dukhon ki umer'ein
aik din mei Mai kai saal bara hota hon
ye kahan janty hain mujh ko giraney waley
kitni mushkil sey mai paon pey khara hota hon.
Tum kahan gum ho zindagi meri
Tum kahan gum ho zindagi meri
saans aya nahi bohat din sey
janey kyon chup si lag gai hai Irfan
bola jata nahi bohat din sey.