Urdu SMS

Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.

abbu salam

December 28th, 2007     Urdu SMS

abbu salam

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Yadein tere khuloos ki dasti hein aaj bhi,

December 27th, 2007     Urdu SMS

Yadein tere khuloos ki dasti hein aaj bhi,
Milne ki aarzoein tarsti hein aaj bhi,
Aankhein hazar zabt ki koshish k bawajod,
Ruk ruk k bar bar barsti hein aaj bhi…………

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Wafa k wade wo sare bhula gaya chup chap,

December 27th, 2007     Urdu SMS

Wafa k wade wo sare bhula gaya chup chap,
Wo mere Dil ki sewarein hila gaya chup chap,
Gham-e-Hayat k tapte hoi bayaban mein,
Hamein chorh k wo tanha chala gaya chup chap,
Na jane kon sa wo badnaseb lamha tha,
Jo gham ki aag mein mujh ko j

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

" Suno " Jab mein mar jaon tou mujhy azi

December 27th, 2007     Urdu SMS

" Suno " Jab mein mar jaon tou mujhy aziz tareen HASRAT ki tarah yad rakhna,
Kihte hein k Insan khusi bhool jata hai,
Magar HASRAT Dil k aakhiri kony mein hamesha chhupi bethi rihti hai,
Kisi bin bulaye Mihman ki tarah magar~~~~~
Kiy

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 3.0/10 (1 vote cast)

Itni shiddat se maine paas hone ki koshish ki hai,

December 27th, 2007     Urdu SMS

Itni shiddat se maine paas hone ki koshish ki hai,

k har teacher ne mujhe marks dene ki saazish ki hai,

Ye exams bhi apne pakistani filmon ki tarah hote hain,

ant tak sab kuch achha ho hi jata hai-

HAPPYS ENDINGS.

Agar t

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

main theak hoon

December 27th, 2007     Urdu SMS

main theak hoon

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Ek jaam ulfat ke naam,

December 27th, 2007     Urdu SMS

Ek jaam ulfat ke naam,
Ek jaam mohabat ke naam,
Ek jaam wafa k naam,
Puri botal bewafa ke naam,
Aur pura theka doston ke naam,
Kesa SmS hai meri Jaan ?

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Muhabbat ye nahi k agar aap kisi k barey mein iss

December 27th, 2007     Urdu SMS

Muhabbat ye nahi k agar aap kisi k barey mein iss ka izhaar karna chaho to aap ka qalam hi na rukey…
balke muhabbat to ye hai k jab aap kisi se iss ka izhaar apne alfaaz k zariye karna chaho to aap ko
alfaaz hi na milein…. arey Chhoro! alfaaz

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai,

December 27th, 2007     Urdu SMS

Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai,
Na kabhi yeh jataya ki dard kitna hai…
Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai,
Ki aapse mulaqat ka intezar kitna hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Bey Aetibar waqt pe Jhunjla k ru diye.

December 27th, 2007     Urdu SMS

Bey Aetibar waqt pe Jhunjla k ru diye.
Kho ker kabhi use tu kabhi pa k ru diye.
Khushiyan hamare pas kahan mustaqil rahin.
Bahir kabhi hanse tu ghar aa k ru diye

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 630 of 688« First...102030...628629630631632...640650660...Last »