Urdu SMS

Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.

Ek Aarzu yahi hai dil – e – beqarar mein, Mar jaau

February 15th, 2008     Urdu SMS

Ek Aarzu yahi hai dil – e – beqarar mein, Mar jaaun main kisi bhi hasina ke pyar mein, Guzri hui jawani ko nikla hun dhundne, Shayad yahin khadi ho koi mere intezar mein.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Tanhai ko humdam ki zarurat hai, Har zakhm ko marh

February 15th, 2008     Urdu SMS

Tanhai ko humdam ki zarurat hai, Har zakhm ko marham ki zarurat hai, Muddat se bechain hai ji apna, Shayad ek naye gham ki zarurat hai.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Rasmo riwajo ki jo parwah karte hai, Pyar mein wo

February 15th, 2008     Urdu SMS

Rasmo riwajo ki jo parwah karte hai, Pyar mein wo log gunah karte hai, Ishq woh janoon hai jisme diwane, Apni khushi se khud ko tabah karte hain.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Jin ki aankhen aasuon se nam nahin, kya samajhte h

February 15th, 2008     Urdu SMS

Jin ki aankhen aasuon se nam nahin, kya samajhte ho unhe koi gam nahin, tum tadap kar ro diye to kya, gum chupa ke bhi hasne wale kam nahin..

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Girti hui deewar ka hamdard hun lekin Chadte hue

February 15th, 2008     Urdu SMS

Girti hui deewar ka hamdard hun lekin Chadte hue suraj ki parastish nahi karta, Hamdardi e ehbaab se darta hun 'Shad',, Main zakhm to rakhta hun numaish nahi karta.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Akash mein taron ki kami nahi deki jati, chaman me

February 15th, 2008     Urdu SMS

Akash mein taron ki kami nahi deki jati, chaman mein phoolo ki kami nahi deki jati. Ae kudha unke gam mujhe dey day. Mujh sy oon ki ankh main nami nahi dekhi jati.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Pather ki hai dunya sari jazbaat nahi. samjti

February 15th, 2008     Urdu SMS

Pather ki hai dunya sari jazbaat nahi. samjti

dil main kia baat wo baat nahi sanjti

tanha hai chand b sitaron k beach mgr

mgr chand ka drd ye raat nae smjti…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

sary gawahon or biyano ko mady nazar rkhty hoye ye

February 15th, 2008     Urdu SMS

sary gawahon or biyano ko mady nazar rkhty hoye ye adalat penal code defa 382 k teht msgpardhny k jurm mai kanjos karar deti hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

apki yad dil ko bekarar karti hai.Nazar talash apk

February 15th, 2008     Urdu SMS

apki yad dil ko bekarar karti hai.Nazar talash apko bar bar karti hai Gila nahi jo hum hain door apse hamari to judai bhe apse pyarkarti hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

djhyasa

February 15th, 2008     Urdu SMS

djhyasa

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 596 of 688« First...102030...594595596597598...610620630...Last »