Urdu SMS

Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.

Qudrat K Asoolon Main Badal Kion Nahi Hota Jo Aaj

March 15th, 2008     Urdu SMS

Qudrat K Asoolon Main Badal Kion Nahi Hota Jo Aaj Howa Hai Wo Kal Kion Nahi Hota Har Jheel Main Lahrain Hain Har Jheel Main Pani Phir Har Shakhs K Muqadar Main Kanwal Kion Nahi Hota Is Dunya Ka Dewan Us Ny He Likha Hai Phir Har Shakhs Piari Si Ghazal Kaio

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Zamaney ko gilla hai k khiza ki rutt mae humney

March 15th, 2008     Urdu SMS

Zamaney ko gilla hai k khiza ki rutt mae humney
Teri yado k shajar ko ku hara rukha howa hai
Tujhey socha nahi kitney dino sey schehz
Ye dukh kis waqt k liye utha rukha howa hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

agar mujhay mil jayay kahin hayat (life) duam

March 15th, 2008     Urdu SMS

agar mujhay mil jayay kahin hayat (life) duam
apni hayat ko tere naam karna chahta hoo
agar kabhi uthaon jo dua kay liyay apnay haath
har dua main teray liyay ik naya muqam chahta hoon.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath

March 15th, 2008     Urdu SMS

Zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath
un lamhoon ko amar karna chahta hoon
tere saath iss bandhan ka koi naam na saheh
iss benam say bandhan ko koi naam dena chahta hoo

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

kia tum bhi

March 15th, 2008     Urdu SMS

kia tum bhi
aansoo rokney ki koshish mai
palkain tez tez jhapakte ho
aur kisi sandesay ki aas mai baar baar darwaze
ki janib lapakte ho
kia tum bhi
phool pe girti barish ki awaz se
aur
door kahi bajne wale almia saaz se
afsurda

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

" MUJRAM "

March 15th, 2008     Urdu SMS

" MUJRAM "
Tumhain maloom ha jana! k tum be aik katal hoo mary undar ka aik hunsta howa insan tum na mar dala ha ……!

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

~!waqt!~

March 14th, 2008     Urdu SMS

~!waqt!~

Na jane kounsa din aakhri hoga
Na jane kounsi raat aakhri hogi
Abhi waqt hai kar lo jee bhar ke bate
na jane kounsi sans aakhri hogi

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

~hawa mein sans~

March 14th, 2008     Urdu SMS

~hawa mein sans~

Hawa mein saans chali gayi
Saza mein aas chali gayi
Mehsoos hui itni mujhe
Paani ki pyaas chali gayi
Jis dua ki chah thee itni mujhe
Woh dua bhee aaj chali gayi
Mohabat ibadat hoti hai
Kabhi thee paas chali ga

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Zindagi kay pal

March 14th, 2008     Urdu SMS

Zindagi kay pal

Zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath
un lamhoon ko amar karna chahta hoon

tere saath iss bandhan ka koi naam na saheh
iss benam say bandhan ko koi naam dena chahta hoo

agar mujhay mil jayay kahin h

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

tmhari yad k jb zakhm bharne lgte hen

March 14th, 2008     Urdu SMS

tmhari yad k jb zakhm bharne lgte hen
kc bahane tmhen yad krne lgte hen

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 571 of 688« First...102030...569570571572573...580590600...Last »