Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
Vo jo mehfil men aaye baithe hen, apne haaton men
Vo jo mehfil men aaye baithe hen, apne haaton men mera dil liye baithe hen, paas jaker jo poocha humne to bole, haton men mehndi lagaye baithe hen.
yeh khamosi ka razz hum jante hain—yun chup rahe
yeh khamosi ka razz hum jante hain—yun chup rahene ka andaz hum jante hain—yakeen nehi ata to apne dil se pucho —-app se bahetar app ko hum jante hain
ab kehne ko kuch nahi hai kyun ke mera dil ab khus
ab kehne ko kuch nahi hai kyun ke mera dil ab khush nahi hai zindagi jiye ja rahe hain zindagi main koi sukh nahi hai
Tanhai ko humdam ki zarurat hai, Har zakhm ko marh
Tanhai ko humdam ki zarurat hai, Har zakhm ko marham ki zarurat hai Muddat se bechain hai ji apna Shayad ek naye gham ki zarurat hai
Us Ney Merey Dukhon Ko Ek Bahana Samjha
Us Ney Merey Dukhon Ko Ek Bahana Samjha
Phir Bhi Us Ke Berukhi Ko Apna Liya Main Ney
Apney Ansu Or Gham Ley Kar Kahan Jaon Main ?
Jis Key Sath Yeh Sab Banta Tha Usey Hi Koh Diya Main Ney.
Aaj phir doston ne mujhse pocha
Aaj phir doston ne mujhse pocha
K tera hasta hua chehra UDAS kyun hai?
Barsti aankhonn mein piyas kyun hai?
Jinki nazro mein tu kuch nahi
Wo tere liye itna KHAS kyun hai
my contact: 03016267671..03076262993
Mera seedha Saadha Mizaj tha,
Mera seedha Saadha Mizaj tha,
Mujay Ishq honay ki kia Khabar,
teri Eik Tabbassum-e-Naz nay ,
Mera saara Zaoq Badal Diya.
Rooth gaye jo aap,, dil ke tukde hazaar ho gaye. H
Rooth gaye jo aap,, dil ke tukde hazaar ho gaye. Hanste hue the ham, bikhar ke zaar-zaar ho gaye. Nadaan hami the, soch ye sharm-saar ho gaye. Suhkr Khuda ka, do bol aapke, jeene ke aasaar ho gaye.
Rooth gaye jo aap,, dil ke tukde hazaar ho gaye. H
Rooth gaye jo aap,, dil ke tukde hazaar ho gaye. Hanste hue the ham, bikhar ke zaar-zaar ho gaye. Nadaan hami the, soch ye sharm-saar ho gaye. Suhkr Khuda ka, do bol aapke, jeene ke aasaar ho gaye.