Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
Pyaar ke jaam ko aise na piyo ke
Pyaar ke jaam ko aise na piyo ke
Adha piya aur adha chor diya
Yaron yeh pyaar hai pyaar
Nahin koi Max Bar
Jo thora sa lagaya aur bas hogaya…….
Talaash karo koyi tumhe mil jayega
Talaash karo koyi tumhe mil jayega
Magar humari tarah tumhe kaun chahega
Zaroor koyi chahat ki nazar se tumhe dekhega
Magar hamara dil kahan se layega.
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar ayi
Teri yaad main nikal pare mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi
Ankhen apki ho, par ansu mere
Ankhen apki ho, par ansu mere
Zindagi apki ho, par sanse meri
Dil apka ho, par dharkan meri
Zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi
Kafan apka ho, aur maut meri
Ta mam umar zindagi se door rahe,
Ta mam umar zindagi se door rahe,
Teri khushi ke liye tujse door rahe
Ab is se badkar wafa ki saza kya hogi
Ki tere hokar bhi tujse door rahe.
Log ishq karte hain,
Log ishq karte hain,
Bare shor ke saath.
Humne bhi kiya,
Bare zor ke saath.
Magar ab karenge,
Thora gaur ke saath.
Kyonki kal usko dekha,
Kisi aur ke saath.
Mohabbat ki shamma jalake to dekho,
Mohabbat ki shamma jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.
Zindagi to hum bhi jee rahe thay,
Zindagi to hum bhi jee rahe thay,
Taqdeer humari kharab nikli
Tajmahal hum bhi bana sakte thay,
Mumtaz humari bewafa nikli
Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke s
Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath
Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad;
Is liye kamre ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad
jawari ki sardiyon main aik aatishdaan k pass ghen
jawari ki sardiyon main aik aatishdaan k pass ghenton tanha bethna bujhte
sharaare dekhna jab kabi fursat mile to gosha_e-tanhaai main yaad e maazi k
puraane goshwaare dekhna