Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye,
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye,
Kabhi mout ki hum dua ker k roye,
Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka,
Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
Tujhe ansu bhari wo dua miley,
Tujhe ansu bhari wo dua miley,
Jisey kabhi na rad Khuda karey,
Tujhey hasrat na rahe kabhi jannat ki,
Tere aangan me muhabbaton ki aisi hawa chale
hadon ki qaid se tuk ker azad mujhey,
hadon ki qaid se tuk ker azad mujhey,
dil me basaya hay to ankhon me utar le mujhy,
meri sab hi jazbon me hay pakizgi ka rang,
tu jis rishtay se chahay pukar lay mujhay
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay,
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay,
Hasta basta dil kar diya khali us nay,
Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha,
JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna,
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna,
Phir tasawur main khud se sharmaty rehna,
Her ada aus ki pasad thi apni,
Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna,
Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar,
Bichar gaya, socha jisy apnaaye
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju,
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju,
Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay,
Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath,
Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay
Saza dene wale Raza pochtey hain,
Saza dene wale Raza pochtey hain,
jeene ki hum se waja pochtey hain,
detey hain khud hi Zehar hum ko aksar,
phir usi Zehar ka hum se MAZA pochtey hain…!
jitni shiddat se mujhey zakham diya us ne…Faraz
jitni shiddat se mujhey zakham diya us ne…Faraz
itni shiddat se tu mein ne usy chaha bhi na tha…!
Baba Mushee Shah farmaya: Kallian ISHQ kamana okha
Baba Mushee Shah farmaya: Kallian ISHQ kamana okha, kise nu yar bnana okha, pyar pyar te har koi kar bole, kar k pyar nubhana okha, har koi dukhan te hus lenda, kise da dardwadana okha, galan nal nai rutbey mildey, jogi bheswatana okha, koi kise di gal na