Urdu SMS

Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.

Han Chalo Jhoot Sahi Wahday Wafa Ho Jatay

September 8th, 2008     Urdu SMS

Han Chalo Jhoot Sahi Wahday Wafa Ho Jatay
Yoon Bichadtay K Mairay Lab Py Dua Ho Jatay
Kiya Zaroorat Thi Zamaanay Ko Khabr Karny Ki
Ghar Jalana Tha To Chupkay Say Diya Ho Jatay

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

muhabbat ka irada ab badal jana b mushkil hai…

September 8th, 2008     Urdu SMS

muhabbat ka irada ab badal jana b mushkil hai…
tumhain paana b mushkil hai tumhain khona b mushkil hai…
zara si baat par aankhain bhigho kar baith jatai ho…
tumhain to apnay dil ka haal batlaana b mushkil hai…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Zindagi youn hi bohot kam hai muhabbat k liya…

September 8th, 2008     Urdu SMS

Zindagi youn hi bohot kam hai muhabbat k liya…
Rooth kar waqt ganwanai ki zaroorat kiya hai…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Tumhari ik nigah say qatql ho jatai hain log faraz

September 8th, 2008     Urdu SMS

Tumhari ik nigah say qatql ho jatai hain log faraz…
Ik nazar hum ko b daikh lo k zindagi achi nahi lagti…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Ab sms krna mushkil ho gaya hai ZARDAR………

September 7th, 2008     Urdu SMS

Ab sms krna mushkil ho gaya hai ZARDAR………
Koi to ho Jo muje SMS free kra day…..
+92-314-6510246

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Baat to kirdaar ki hoti hai ZARDARI. . . . . .!

September 7th, 2008     Urdu SMS

Baat to kirdaar ki hoti hai ZARDARI. . . . . .!
Warna!Hajj to Nargis B kr k i Hai. . . . . .
0314-6510246

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Faraz! Teri issi bewafai par fida hoti hai jan apn

September 7th, 2008     Urdu SMS

Faraz! Teri issi bewafai par fida hoti hai jan apni

Kuda janay tujh man agar hoti wafa to kya hota.

0302.7374031

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Hamari Hansi Main chupy dard ko Mahsoos to kar…

September 6th, 2008     Urdu SMS

Hamari Hansi Main chupy dard ko Mahsoos to kar…
Hum to youhi hans hans k khud ko saza dy rehay hain.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Dosti ko dolat ki nazar se na dakh ae "Galib&

September 6th, 2008     Urdu SMS

Dosti ko dolat ki nazar se na dakh ae "Galib"
Ahl-e-Wafa aksar gareeb howa karte hain.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Ye maasumiyat ka koNsa andaAz hai 'Faraaz&#03

September 5th, 2008     Urdu SMS

Ye maasumiyat ka koNsa andaAz hai 'Faraaz',
'parr' kaat ke kehne lage 'Ab tm azaad ho'…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 428 of 688« First...102030...426427428429430...440450460...Last »