Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
Wohi takrar lafzon ki, wohi andaishay furqat k, w
Wohi takrar lafzon ki, wohi andaishay furqat k, wohi anjaan si dastak, wohi hr baat pe ranjish, wohi likhna hamarey naam ko bay reham mojoon pr, hamare samnay kachay gharoonday toor kr hansna, wohi muskaan dheemi si, wohi kuch bolti aankhain, wohi
MASEEHA ho,tabhi jazbaat ki dharkan ko foran jan l
MASEEHA ho,tabhi jazbaat ki dharkan ko foran jan lete ho!! Kabi alfaaz ki nabzon ko apni narm saanson se.. Chu kr bhool jaty ho!! K inn lafzon k seenay mein b aakhir Dil dharakte hein.. Suno,ye baat krte hein!! Ruko,aawaz dete hein!! Ye Jazbay saans
da zra sara masag daraghe ka na ao ta wapas reply
da zra sara masag daraghe ka na ao ta wapas reply oka che raze ao ka na da za da internet na kaoom
Bana Ajnabi Mera Humsafar,
Bana Ajnabi Mera Humsafar,
Aur Nazar Bacha K Guzar Gaya,
Men Tha Raston Say Bay-Khabar,
Usay Manzilon Ka Sha'oor Tha,
Na Thi Or Koi Bhi Ranjishain,
Sirf Aadaton Men Tazaad Tha,
Usay Pasand Theen Shokhyan,
Mujhay Sadgi Pay Ghuroor
Fark sirf itna sa hoga,
Fark sirf itna sa hoga,
Teri doli uthegi,
Meri maiyat,
Phool tujh per bhi honge,
Phool mujh per bhi honge,
Tu saj kar jayegi,
Mujhe sajaya jayega,
Tu(…..) idhar bhi,
Tera nikah parhaya jayega,
Mera janaza,<
Meri koi Khata to sabit kr,
Meri koi Khata to sabit kr,
Agr bura hun to bura Sabit kr,
Apne Khilaf mjh se
Ek b Harf suna ho to Sabit kr,
Mai Bewafa he sahi
Per
Tu apni Wafa b to Sabit kr!
I LOve You
I LOve You
Jaan
aap Larkana kab aa rahe hen
mujh se zroor mila
agar tum chaho to men karachi aa jaon
Aziat, musibat, malaamat, balaaen,
Tere ishq mein ham ne kya kya na dekha.
Kiya mujh ko daghon ne sarv-e-chiraghan,
Kabho tu ne aakar tamaasha na dekha.
Duniya mein kaun kaun na yak baar ho gaya,
Duniya mein kaun kaun na yak baar ho gaya,
Par munh phir is tarf na kiya us ne jo gaya.
Phirti hai meri khaak saba dar-b-dar liye,
Ai chashm-e-ashkbaar yeh kya tujh ko ho gaya.