Urdu SMS

Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.

Ae moj-e-hawa ab to hi bata Wo dost hamara kaisa h

January 10th, 2009     Urdu SMS

Ae moj-e-hawa ab to hi bata Wo dost hamara kaisa hay,Jo bhol gaya humko kab se Wo janse pyara kaisa hy,Kia us k jewan lamhon mein Koi lamha mera baqi hy, Kia us ki jagti ankhon mein Meri yad se pehle udasi hy,Kia wo b meri tarha yunhi Shab bhar jaga karta

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Aashk B Girnay Lagay Hain,

January 10th, 2009     Urdu SMS

Aashk B Girnay Lagay Hain,
Paigam Un K Bhi Anay Lagay Hain,
Iqraar Kartay Hain Ab Mohabbat Ka Woh B,
Jab Duniya Choor k Hum Jaanay Lagay Hain.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Aanson ko ankhon ki dehlez par laya na karo

January 10th, 2009     Urdu SMS

Aanson ko ankhon ki dehlez par laya na karo
Apne dil ki halat kisi ko bataya na karo
Log muthi bar namak lia ghoma karte han
Apne Zakham kisi ko dikhaya na karo

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Aanso ko ankhon ki dehliz pe laya na karo.Apne dil

January 10th, 2009     Urdu SMS

Aanso ko ankhon ki dehliz pe laya na karo.Apne dil ki halat kisi ko bataya na karo.Log mutthi me namak liye ghoom rahe hain.Apne zakham kisi ko dikhaya na karo.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Aakash ki chilman se sada Q nhi aati

January 10th, 2009     Urdu SMS

Aakash ki chilman se sada Q nhi aati
Ek Habs ka Aalam he hawa Q nahi Aati
Sab EhL-e-janon bazm se kehte huwe nikle.
Is sheher k Logon ko wafa Q nhi Ati…

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Aaj phir kisi ne pocha k teara hasta chehra udas Q

January 10th, 2009     Urdu SMS

Aaj phir kisi ne pocha k teara hasta chehra udas Q ha.Barasti ankho me pias kio ha.Jin ke nazron ma tu kuch b nai Wo tara lia intna khas Q ha

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

~Kisi ne kaha tha kisi se na kehna~

January 10th, 2009     Urdu SMS

~Kisi ne kaha tha kisi se na kehna~

~Lage chot dil pe to Khamosh rehna~

~Jahan chot khana wahin Muskurana~

~Magar is ada se k ro de Zamana.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Ajab junon-e-Musafat main ghar se nikla tha,

January 9th, 2009     Urdu SMS

Ajab junon-e-Musafat main ghar se nikla tha,
Khabar nhi k soraj kidhar se nikla tha,
Ye kon phir se muje raston me chor gaya,
Abi abi tu Azab-e-Safar se nikla tha.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Namaz din ka stoon hai

January 9th, 2009     Urdu SMS

Namaz din ka stoon hai
Muhammad (saww. for best more best and short msgs log on to. jaxtr.webs.com

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

khamosh palkon se jab Aansu bikhar jate hain

January 9th, 2009     Urdu SMS

khamosh palkon se jab Aansu bikhar jate hain
Aap kya janey aap kitne yaad Aaty hain
Abhi bhi usi mor pe kharey hain hum
jahan aap ne kaha tha tehro hum abhi Aatey hain.

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Page 349 of 688« First...102030...347348349350351...360370380...Last »