Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga
Khuvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga
Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga
Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab
Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay,
Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay,
Dard-o-gham ko her kisi k samnay khola nahin kertay,
Mohabbat to mohabbat hai,
Bari anmol hoti hai,
Mohabbat ko tarazu main kabhi tola nahin kertay,
Mere khamosh rehne per koi ilzam

Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega
Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega
Itna Mat Chaaho Use Wo Bewafa Ho Jaayega
Hum Bhi Dariya Hain Humein Apna Hunar Maloom Hai
Jis Taraf Bhi Chal Parainge Raasta Ho Jaayega
Kitni Sachchai Se Mujh Se Zindagi Ne Keh Diya
Tu Nahi

Na jo thum sakay kisi aur say,
Na jo thum sakay kisi aur say,
Main bujhta aik chiragh hoon,
Mera room room dard dard,
Meray dukh ka sira nahin,
Meri laghzishon main pali barhi,
Koi khoi kahani bhi hai,
To jo sath hai to sukoon naheen,
To jo rooth gia to
Na jo thum sakay kisi aur say,
Na jo thum sakay kisi aur say,
Main bujhta aik chiragh hoon,
Mera room room dard dard,
Meray dukh ka sira nahin,
Meri laghzishon main pali barhi,
Koi khoi kahani bhi hai,
To jo sath hai to sukoon naheen,
To jo rooth gia to
hazoor aap ka bi ehtram karta chalon
hazoor aap ka bi ehtram karta chalon
idher say guzar raha tha sotcha salam karta chalon
uss ki yeh zid k mujay dekh kar kisi aur ko na dekh
mera yeh shok k har aik say kalam karta chalon

Khawab bikhar jate hain dhere dhere,
Khawab bikhar jate hain dhere dhere,
Saray log bichar jate hain dhere dhere,
Zabt karo tou behtr hai warna,
Ansu zoor pakar jate hain dhere dhere.