Urdu SMS
Be a little different and try our Urdu SMS collections. You contacts will surely love it! You can chose from a wide range of Urdu SMS poetry, Funny Urdu SMS, Sad Urdu SMS, Urdu SMS ghazals, Sweet Urdu SMS, Urdu SMS jokes and so much more to enjoy the message ride.
Sakot-e-Lub Meri Bat Se Ziada Hai
Sakot-e-Lub Meri Bat Se Ziada Hai
Teri judai Teri Mulaqat Se Ziada Hai
Ye Ik Shikast Jo Hum Ko Hoi Mohabat Mein
Zmany Bhar ki Fatuhat Se Ziada hai
Umeed tere anay ki Aj km hai
Magr
Mere dil ka dard b kal raat se ziada
Saath na rehne se "RISHTY" nhi tuta krty
Saath na rehne se "RISHTY" nhi tuta krty,
.
Wqt k haath se LAMHY nhi chuta krty.
.
Log kehte hain mera SAPNA tut gaya
.
Tut'ti neend hai "SAPNY" nhi tuta krty
Unko apne haal ka hisaab kya dete
Unko apne haal ka hisaab kya dete
sawaal sare galat the hum jawab kya dete
Wo to lafzo ki hifazat bhi na kar sake
phir unke haath me zindagi ki puri kitaab kya dete
Zabt ke aakhri hadon ko sr kr jana
Zabt ke aakhri hadon ko sr kr jana
Zindage gham he sahe hans k basr kr jana
Unchey mahal basaney sy kahin behtr hai
Kisi k dil may chota sa ghar kr jana.
bhulane ki kasam kha k bhi main ne.
bhulane ki kasam kha k bhi main ne.
tujhe har rah main dhonda bohat hai.
ye ankhain aur kia dekhain kisi ko.
in ankhon ne tujhe dekha bohat hai.
najane q bacha rakhe hain ansu.
abhi shayad mujhe rona bhut hai.
tujhe malum to ho ga mere h
ik rog laga hai dil ko jo,
ik rog laga hai dil ko jo,
be chain bohat hi rakhta hai,
ik shakhs hai ujla ujla sa,
ab sath wo hr pal rehta hai,
kab us se juda hum hoty hain,
wo sans main apni basta hai,
wo shakhs jo apna ho jay,
phr chahai dunia kho jay,
wo sha
Baaton baaton mian bicharney ka ishara karkey
Baaton baaton mian bicharney ka ishara karkey
Khud bhi roya woh buhat ham se kinara karkey
Sochta rehta hoon tanhai main anjam-e-khuloos
Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobara karkey
Jagmaga di hain terey shehrer ki galiyan main ne
Apney as
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina,
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina,
Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina,
Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki,
Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina,
Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin,
Murr k da
kabhee gulzaar say,
kabhee gulzaar say,
kabhee bezaar say,
kabhee khushee humaray saath saath,
kabhee ghumon kee barsaat say,
kabhee toofaan mein bhee hain raastay,
kabhee manzilon kaa pataa nahee,
kabhee doo kadam pay zindagee,
kabhee saddeeon tak intee
Dostee ghazal hai gungunaanay kay liyee,
Dostee ghazal hai gungunaanay kay liyee,
Dostee naghma hay sunanay k liye,
Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin,
Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..