Free SMS
» Mobilink SMS
» Ufone SMS
» Telenor SMS
» Warid SMS
» Insta SMS
» Paktel SMS

Submit SMS Message

SMS Messages
» Anniversary SMS
» Birthday SMS
» Christmas SMS
» Cool SMS
» Dreams SMS
» Eid Mubarak SMS
» Flirt SMS
» Friendship SMS
» Funny SMS
» Getwell Soon SMS
» Good Luck SMS
» Good Morning SMS
» Good Night SMS
» Independence SMS
» Islamic SMS
» Love SMS
» Missing You SMS
» Mothers Day SMS
» New Year SMS
» Urdu SMS
Home - SMS Messages - Anniversary SMS

Anniversary SMS
Pages: 1  2  3  4  5  6  7  8  9  10  11  12  13  14 15 

Submitted by: Zindagi...0306 xxxxxxx/0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 11, 2008
Rating: 0 out of 5

pasat hoslay walay tera sath kya dain gay.....
ZINDAGI idhar to aa hum tujhy guzarain gay....

Submitted by: Tanhai..xxxxxxx1912/0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 11, 2008
Rating: 0 out of 5

pal main dori ho jati hai....
zaat adhori ho jati hai....
pehly to hoti hai chahat...... ..
phir majboori ho jati hai........
tanhai jab bol paray to ......
baat zaroori ho jati hai

Submitted by: TooT0306 xxxxxxx2/0459 7077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 11, 2008
Rating: 5 out of 5

Dil e nadan hamari to namo hi na muqamal thi
To herat kya jo bantey hi irada toot jata hai
Muqadar mein merey sagar shikast o rekhat itni hai
Mein jis ko apna keh doon who sitara toot jata hai

Submitted by: SanSo 0306 xxxxxxx/0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 11, 2008
Rating: 5 out of 5

pairro ki terha mae husn ki barish mae nahalon
badal ki terha jhom k gher ao kisi din
mae apni her ek sans ussi raat ki nazr kerdonmain apni her ek sham ussi ratt ko de doon
sir rakh k mere seenay pay so jao kisi din

Submitted by: RsQeeb0306 xxxxxxx.0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 11, 2008
Rating: 0 out of 5

Kabhi Raaz-Daan Ney Sitam Kiya Kabhi Main RaQeeb Sey Jaa Milla
woh jo Lamhey They Meray Pyaar Key woh RaQabaton Mein Guzar Gaye
Kabhi Dil Gya Kabhi jaan Gaii Kabhi rooh Badan Sey Nikal Gaii
jo Wazeer Lamhey They Pyar Key w Sakhawaton Mein Guza

Submitted by: Tanha.0306 xxxxxxx..0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

jane kya us ko logon sey thein shikayatein…
tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya…
khud bhi woh hum sey bichar kar adhura sa ho gaya….
mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya…

Submitted by: "Fursat (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

"Fursat ke kuch lamhe nikal kar,
the kuch sapne sajaye maine,
Bedardo ki iss duniya se chun kar,
the kuch rishte apnaye maine,
Magar waqt ko raas na aayi wafa meri aur,
Ho gaye Paraye woh mujhse,
thhe kabhi jo apne banaye maine"

Submitted by: Yadin2 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

Pyasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya ?
Main wo badal ka tukada hun jis ko dariya bhul gaya
Duniya wale kuch b kahein apni majburi hai
Un ki gali jab yaad aaye hai ghar ka rasta bhul gaya

Submitted by: Yadin (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

Mujh se tera kiya rishta hai har ek rishta bhul gaya
Itne aainey dekhe hain apna chehara bhul gaya
Ab to ye b yaad nahin hai farq tha kitana donon mein
Un ki baatein yaad rahin aur unka lahaja bhul gaya

Submitted by: Bad Jo Meri Khani (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 5 out of 5

baad marnay ke tum meri kahani likna
kese hoi bardaad meri jawani likhna
ye bhi likhna kay mere hoont hansi ko tarsay kese
bahta raha meri ankhoon say pani likna ...

Submitted by: Kuch Log (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 5 out of 5

Jo Banay The Kabhi Humsafar
Aaj Wo Hi Mukar Gaye Hain
Is Totay Hovay Dil Kay Saray
Jazbaat Badal Gaye Hain

Na Badlay Kabhi Hum
Na Badlay Hamaray Khiyalat
Bus Rouna Hai Yahi Bas
Kuch Log Badal Gaye Hain

Submitted by: Yaad (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

JO BAAT KEH NAHI SAKTE USE MEIN FARZ KARTE HUN
CHALO MEIN FARZ KARTE HUN MUJHE TUM SE MUHABBAT HAI

Submitted by: Meray Apnay (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

Jinhein Ker Saka Na Qubool Mian, Woh Shareek-E-Rah Safar Hoye
Jo Meri Talab Meri Aas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye
Meri Dharkanoun K Qareeb The, Meri Chah The Mera Khuwaab The
Woh jo Roz-O-Shab Mere Pass The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye

Submitted by: Name Badal (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 0 out of 5

Ek lafz ansoo hai esy dil me chupa kar dekho tum
Ankhon sy na beh jaye tu mera naam badal dena
Ek lafz judai hai esy seh k dekho tum
Tooth kar na bikhar jao tu mera naam badal dena

Submitted by: Tanha.0306 xxxxxxx..0459 701077 (irfan_nosheen_khan@yahoo.com..0306 xxxxxxx) on March 10, 2008
Rating: 5 out of 5

Jab saawan mein tanha bheto gay
Jab aangan khaali paao gay
Jab saahil se takraati lehron mein
Apni tanhaai mein kho jaao gay

Jab raat ke tanha daaman mein
Tum chaand ko aadha paao gay

Jab khud se baatein kartey kartey
Tum

Pages: 1  2  3  4  5  6  7  8  9  10  11  12  13  14 15 

SMS2PK.com is not affiliated in any way with Mobilink, UFone, Insta, Paktel, Warid or Telenor.
Division of Avonix.com - Website by Zahid